Skip to content

ERA Lyrics- king

ERA Lyrics- king :- king is sung this song or the song name is ERA.Moreover, Navdeep chitti. Just directed the song

Song Name:ERA
Directed Navdeep chitti
Singer:King
LyricistERA

The song will released on 30 of September . So for lyrics stay connected.

ERA Lyrics- king

Maine logo ke bhi beech khade dekhi tanhaayi
Jitni kamayi utni hi waah waahi
Mere paas koi degree nai dil jeetne ki
Dil se hi gaayi aur kardi chadhayi

Main kalla bhukka betha reha kayi dina tak
Beri khush hoye soche chal gaya luck
Maine jaan ke yeh saare muh maarne ko chhode
Kyuki kutton ke hisse ka sher khata nahi haq

Group banaake saale karde burayi
Kade gang asli na aake chakle
Do chaar dina di eh temporary hype
Aihnu kaaka saambh ke tu rakhle

Daur aaya mera kayi bande funk gaye
Kabhi phir mere saamne ni takre
Woh kya hi sach se nibhaane yaariyaan
Ho jihne khud ke imaan se hi khatre

Daur aaya mera kayi bande funk gaye
Kabhi phir mere saamne ni takre
Woh kya hi sach se nibhaane yaariyaan
Ho jihne khud ke imaan se hi khatre

Pyaar jua hai poori naa-insaafi
Cheen liya neki jisne baant diya paapi
Main baant aya sab fir kya hi chalaaki?
Zindagi jo meri kabhi kisine na jhaanki

Door se hi khade mujhe dekh rahe
Ye chhu nahi sakenge itni dooriyaan banaadi

Main kalla dukhi betha reha kayi dina tak
Beri khush hoye soche raja gaya thak
Maine jaanke yeh saare mauka marne ko chhode
Taaki pata chale thaali mein tha chhed kahan tak

Waqt banata koyi banda nai bad
Aiddan quote ta duniya hi boldi
Mind na kari mere hathhan ch mashook kaka
Chhatiyaan puchhke ni kholdi

Daur aaya mera kayi bande funk gaye
Kabhi phir mere saamne ni takre
Woh kya hi sach se nibhaane yaariyaan
Ho jihne khud ke imaan se hi khatre

Daur aaya mera kayi bande funk gaye
Kabhi phir mere saamne ni takre
Woh kya hi sach se nibhaane yaariyaan
Ho jihne khud ke imaan se hi khatre

Pyaar tu maange, de wafa jaan-e-man
Mera dhyaan baateon mein na rakha jaan-e-man
Husan ki galiyon mein firta main roz
Mujhe teri bhi saheliyon ne takha jaan-e-man

Ilzaam mera main na tera hua
Yeh bhi ghav mera tune chheda hua
Rishton se zyada saccha paisa mujhe lagta hai
Tera hua na kabhi mera hua

Khel yeh mere saamne kaise kar jaati ho?
Ek dil ko sabmein baant ke kaise reh paati ho?

Ho tere yaar bhathere meri bas ek maai
Jeb dekh ke pyaar nai karti
Naam aur shauhrat aur moti hai kamayi
Teeno raaja ki baahon mein marti

Daur aaya mera kayi bande funk gaye
Kabhi phir mere saamne ni takre
Woh kya hi sach se nibhaane yaariyaan
Ho jihne khud ke imaan se hi khatre

Daur aaya mera kayi bande funk gaye
Kabhi phir mere saamne ni takre
Woh kya hi sach se nibhaane yaariyaan
Ho jihne khud ke imaan se hi khatre

Read Also- यह भी जानें

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *